Be khwab zindgi ka Paristar kon tha?
Itni udaas raat main Bedaar kon tha?
Kis ko ye fikr thi k mohabbat mein kiya howa?
Hum es py larr rahy thy ..........
wafadaar kon tha?
100 kashtiyan jala k chaly sahilon sy hum!
Ab tm ko kya batayein k us paar kon tha?
Ye faisla tu Waqt b Shayed na kr sakay!
Such kon bolta tha Adakaar kon tha ?
Arsa guzar gaya hy Yehi sochty huwy"
bewaffi krne wala insan kon tha?.............
"Chanchal"

No comments:
Post a Comment