Sabhi jazbat khyalat badal jate hain
Youn muhabt mein ye din raat badal jate hain
Pyar to un ko B ham se hai magar
Jane Q.?
Ham karain baat to woh baat badal jate hain
Aarzo to hai K izhar muhabat kar doon
Lafz chunta hoon to lamhat badal jate hain
Kitni nafrat thi kabhi pehle muhabt sse hamin
Ho muhabat to khaylat badal jate hain
Aik sa waqt muhabt main kahan rehta hai
Gardish-e-waqt se halat badal jate hain..........!
"Chanchal"
No comments:
Post a Comment